WB maholyati organization 188 million dollar deny ka eradha rakhta ha Jo k maholyati sargarmiyo main lgaien gaien. Ye praise 10 Arab Drakht lagany ur mohool ko behtar banany main lagien gaien.





Islamabad,: Almi bank ny aendha eko system ki bahali ur drakhto ko lagany main dilchaspi zahir ki ha ur is maqasad k liye 188 million dollar dene pr amadgi ka ezhar Kiya ha.
Iss kam k liye Pakistan k pas pehly sy hi ek system majood ha jis ka name National Disaster Risk Management Fund (NDRMF).
Sunday ko jari ek press release main kaha gya ha k NDRMF pehly hi sy Asian maliyati bank k tehat moholyati mansiobi ki Mali mawanat kr raha ha. Ur Pakistan pehly sy hi drakhtoon ki soonami ki moham shoro ki hoi ha.
EKO system ki bahali k liye 10 Arab Drakht Sonami trees mansoobo Pakistan Recharge Jesse ur bhi bhoot sary mansoobo pr Paisa invest krna ha.
Ur kaha gya k World Bank k sath 1 billion dollar sy ziyada k mansoobo pr tibadla ikhtiyar Kiya. Pakistan Jo pehly sy hi mohol ko behtar bananay k mansoobo pr km kr raha ha ha.ur Pakistan ny Green Pakistan ka mansooba chal raha ha. TBTT Kyber pakhtunkhawa k mansoobo ko pehly PTI Amal daramd kiya howa ha. Means ab Almi adary bhi Pakistan main Investment krny k eradha Kiya howa ha. Ye Pakistan ki mehnat ur Aman ka silah ha. Ab hamin awan ko bhi chahiye k hm bhi apny hissy ka drakhat lagaien.





August 2017 main Pakistan ny billion trees program start Kiya ha. Jo Pakistan k Kyberpakhtunkhaea ur mulk dosre hisso main majood ha.
Pakistan ny is billion 🌲 program k tehat jaha new drakht lagany ka erdha Kiya ha waha pr darakhtoo ki katai ki rook tham baady pimany pr ki ha.
In drakhto ko lagany sy gloobal warming bhi km ho gi. Ye mansoby Puri doniya main Almi bank k tawon sy chal rahy ha.
Iss saal dawis main world ecnomic form k annually ijlass main dosry mulk main janglat ki katai sy mehfooz agriculture investment start karny k liye 400 million funds ka elan Kiya ha. jo jungly ko wasee ur junglatki tabahkariyan ko km krny main Kam kr rahy ha.ek tehkik k mutabik har saal 74000 sy 95000 muraba mil jungle khatam ho jata.

Is sub ko kum krny k liye ur darakat lga kar jinglat ko philany k liye ye sub mansooby tiyayar kiye gy ha.


Bus hamain ap muhim main bar char kar hissa lena chahiye ta k hamri any wali naslain is sy fieda utha sakin. Bus Othaoooo Kadam.